Not Yet

Tuesday, March 19, 2013

My First love Poetry

Gujarati me maine ek good thought padha tha.


Matlab:- Aap agar kisi ke sath ki barbar milne ki aadat ko pyaar mante hai, to voh pyaar nahi vaham hai. Aadat aur pyaar.!! Ye dono bilkul alag masle hai. Kyuki aadat badalte hi yah nakara pyar bhi badal jata hai.

Use aaj maine ek tarike se poetry ka swaroop de diya. Jise idhar update kar raha hu.

""



Kisiki khubsoorti pe marne ko ishq na kaho yaaro,
Ishq khubsoorti se nahi dil se kiya jata hai.
Jab do sacche dil ki dhadkan sath milti hai,
Tabhi woh dastan-e-ishq kaha jata hai.


"


No comments:

Post a Comment